Sagar se dosti to kinaare bhi nhi karteSagar se dosti to kinaare bhi nhi karteAajtak to wafa humse hamare bhi nahi karteEk tumse thi ummeedSo wo bhi aaj toot gayiChup-chap beh jaate hainKisi se sikayat mere aansu bechaare nhi karte….
Aansuo ke girne ki aahat nahi hotiAansuo ke girne ki aahat nahi hoti,Dil ke tootne ki awaaz nahi hotiAgar hota khuda ko ehsaas dard kaTo use dard dene ki aadat nahi hoti.
Gam ke ansuon jo akhon se nikala nahi gayaGam ke ansuon jo akhon se nikala nahi gayaUs ne muje dard is liye ditaKyoki us se mera pyar sambala nahi gaya.
Wo Sagar Nahi Aansu The Mere Jis Par Wo Kashti Chalate Rahe Manzil Mile Unhe Yeh AarzuWo sagar nahi aansu the merJis par wo kashti chalate rahManzil mile unhe yeh aarzu thi merIs liye hum aansu bahate rahe.
Jis ke liye sab kuch luta diya humneJis ke liye sab kuch luta diya humneWo kehte hai unko bhula diya humneGaye the hum unke aansu pochneIlzam de diya ki unko rula diya humne..!
Yu Aansuon Ko Zaya Nahi KarnaYu aansuon ko zaya nahi karnaMere liye aansuon ko bahayNahi karna, meri yaad aayTo mujhe bula lena, yuhDil ko dilasa dilaya nahi karna